SEARCH RESULTS
Showing search results for "तलाश-ए-यार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तलाश-ए-यार"
Ghazal
talaash-e-yaar me.n guzrii hai zindagii tanhaa
bhaTak rahaa huu.n a.ndhero.n me.n aaj bhii tanhaa
Mahfooz Asar
Ghazal
zauq-e-talaash-e-yaar kahaa.n se kahaa.n hai aaj
ab merii gard-e-raah-e-safar kahkashaa.n hai aaj
Rifat Al-Husaini
Ghazal
din guzartaa hai talaash-e-yaar me.n
kaTtii hai shab hasrat-e-diidaar me.n
Riyaz Hasan Khan Khayal
MORE MATCHES FOR "तलाश-ए-यार"
Ghazal
talaash-e-yaar me.n nikle to yaad ghar na rahaa
vo shauq-e-diid ki andaaza-e-safar na rahaa
Hira Nand Soz
Ghazal
Aftab Ranjha
Ghazal
talaash-e-yaar me.n har mo.D se guzarte hu.e
mile hai.n log mujhe TuuTte bikharte hu.e
Mittar Singh Aashna
Ghazal
talaash-e-yaar me.n chho.Dii na sarzamii.n ko.ii
hamaare paa.nv me.n chakkar hai aasmaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
vahaa.n dushvaar thaa KHud se bhii milnaa
talaash-e-yaar kyaa ho be-KHudii me.n
Priyadarshi Thakur Khayal
Ghazal
talaash-e-yaar me.n ham har maqaam se guzre
kabhii zamiin kabhii aasmaa.n ke saath chale
Shola Haspanvi
Mazahiya Shayari
kuchh to talaash-e-yaar me.n dam to.Dne lage
ushshaaq un kii yaad me.n sar pho.Dne lage
Furqat Kakorvi
Ghazal
ham bhii hai.n 'saaqii' talaash-e-yaar me.n
vo jo mil jaa.e to phir kyaa baat hai
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
talaash-e-yaar me.n mujh se bhii do qadam aage
nikal ga.e hai.n mire ashk justujuu karte