SEARCH RESULTS
Showing search results for "तल्ख़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तल्ख़"
Ghazal
kab tak hai tumhaaraa suKHan-e-talKH gavaaraa
is zahr me.n kitnaa hai asar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
PAGE MATCHES FOR "तल्ख़"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "तल्ख़"
Ghazal
dil na pahu.nchaa gosha-e-daamaa.n talak
qatra-e-KHuu.n thaa mizha par jam rahaa
Meer Taqi Meer
Nazm
lenin
tuu qaadir o 'aadil hai magar tere jahaa.n me.n
hai.n talKH bahut banda-e-mazduur ke auqaat
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
kyuu.n aap kii KHushii ko miraa Gam kare udaas
ik talKH haadisa huu.n bhulaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Nazm
KHuda wo waqt na lae
tirii masarrat-e-paiham tamaam ho jaa.e
tirii hayaat tujhe talKH jaam ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kabhii jo talKH-kalaamii thii vo bhii KHatm hu.ii
kabhii gila thaa hame.n un se ab gila bhii nahii.n