SEARCH RESULTS
Showing search results for "दाग़-ए-अलम"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "दाग़-ए-अलम"
Sher
dii.n kyo.n ki na vo daaG-e-alam aur ziyaada
qiimat me.n ba.Dhe dil ke diram aur ziyaada
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Alam Muzaffar Nagari
BOOKS MATCHES FOR "दाग़-ए-अलम"
MORE MATCHES FOR "दाग़-ए-अलम"
Ghazal
gayaa ziist ke saath daaG-e-alam bhii
KHajil huu.n ki un kii nishaanii luTaa dii
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
'daaG' ko yuu.n vo miTaate hai.n ye farmaate hai.n
tuu badal Daal hu.aa naam puraanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
usii kii shakl nigaaho.n me.n phirtii rahtii hai
milaa hai daaG-e-alam jis se umr-bhar ke liye
Zubair Irtaza
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
'daaG'-e-vaarafta-tabii.at kaa Thikaana kyaa hai
KHaana-barbaad ne muddat hu.ii ghar chho.D diyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham yuu.n hii kisii se KHalish-e-jaa.n nahii.n kahte
ruudaad-e-alam taa-had-e-imkaa.n nahii.n kahte
M. A. Qadeer
Ghazal
lo ai buto suno ki vo 'daaG'-e-sanam-parast
masjid me.n jaa ke aaj musalmaan ho gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ba.ad muddat ke ye ai 'daaG' samajh me.n aayaa
vahii daanaa hai kahaa jis ne na maanaa dil kaa