SEARCH RESULTS
Showing search results for "सलीबों"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "सलीबों"
Hindi Ghazal
vo saliibo.n ke qariib aa.e to ham ko
qaa.ede qaanuun samjhaane lage hai.n
Dushyant Kumar
Ghazal
KHatt-e-maazuulii-e-arbaab-e-sitam khii.nch ga.e
ye rasan-basta saliibo.n se utaare hu.e log
Aziz Hamid Madni
Ghazal
injiil-e-raftagaa.n kii hadiiso.n ke saath huu.n
iisaa-nafas huu.n aur saliibo.n ke saath huu.n
Naseer Turabi
Ghazal
Ajay Sahaab
BOOKS MATCHES FOR "सलीबों"
MORE MATCHES FOR "सलीबों"
Ghazal
har gaam ta'alluq kii saliibo.n pe cha.Dhe hai.n
chhuTtaa hii nahii.n zaat kaa hangaam mirii jaan
Aasnath Kanwal
Nazm
bhagat-singh ke nam
kisii colonel ke qatl-e-aam se lashkar nahii.n rukte
saliibo.n se nahii.n Darte
Faheem Shanas Kazmi
Sher
vaqt shaahid hai ki har daur me.n iisaa kii tarah
ham saliibo.n pe liye apnii sadaaqat aa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
vaqt shaahid hai ki har daur me.n iisaa kii tarah
ham saliibo.n pe liye apnii sadaaqat aa.e
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
cha.Dhaa rahaa hai saliibo.n pe ham ko sadiyo.n se
zamaana phir bhii muqaddas kitaab maa.nge hai
Karamat Ali Karamat
Ghazal
ye kis se kahiye ki 'tanviir' KHud saliibo.n ko
sukuun-e-jaa.n ke liye ham-safar banaataa hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
saaya ban kar mai.n saliibo.n se utar aayaa huu.n
ab ko.ii aur sazaa do ki mai.n zinda huu.n abhii
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
mai.n jin ke liye roz saliibo.n pe cha.Dhaa huu.n
vo merii vafaa.o.n kaa sila kyuu.n nahii.n dete
Nafas Ambalvi
Ghazal
apne kaa.ndho.n pe saliibo.n ko uThaa.e hu.e hai.n
ishq-zaado.n kaa ye dastuur bhii ho saktaa hai