SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHud-pasand"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHud-pasand"
Sher
the ham to KHud-pasand bahut lekin ishq me.n
ab hai vahii pasand jo ho yaar ko pasand
Nazeer Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHud-pasand"
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mai.n bhii thii KHud-pasand nahii.n is me.n shak ko.ii
aksar to par mizaaj tumhaaraa na mil sakaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
jo KHud-pasand the un se suKHan kiyaa kam kam
jo kaj-kulaah the un se to baat bhii nahii.n kii
Irfan Sattar
Kulliyat
na KHud-sar kyuu.nke ho.n ham yaar apnaa
KHud-aaraa KHud-pasand-o-KHud-sataa thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
to.Dnaa thii.n rivaayate.n mo.Dnaa thii.n hikaayate.n
log vo KHud-pasand the ha.nste hu.e jo mar ga.e
Asad Badayuni
Ghazal
ye husn-o-ishq kaa jauhar hai aur kuchh bhii nahii.n
vo KHud-pasand bahut hai.n mai.n be-niyaaz bahut