SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHud-pasand"
Ghazal MATCHES FOR "KHud-pasand"
Ghazal
jabiin-e-KHud-pasand ko sazaa-e-dard yaad ho
sar-e-junuun-kosh me.n KHayaal-daar chaahiye
Tanveer Anjum
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mai.n bhii thii KHud-pasand nahii.n is me.n shak ko.ii
aksar to par mizaaj tumhaaraa na mil sakaa
Shabnam Shakeel
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
jo KHud-pasand the un se suKHan kiyaa kam kam
jo kaj-kulaah the un se to baat bhii nahii.n kii
Irfan Sattar
Ghazal
to.Dnaa thii.n rivaayate.n mo.Dnaa thii.n hikaayate.n
log vo KHud-pasand the ha.nste hu.e jo mar ga.e
Asad Badayuni
Ghazal
ye husn-o-ishq kaa jauhar hai aur kuchh bhii nahii.n
vo KHud-pasand bahut hai.n mai.n be-niyaaz bahut
Raja Abdul Ghagoor Jauhar Nizami
Ghazal
ye KHud-pasand saa Gam hai so ye umiid bhii kam hai
ki apne bhed kabhii tujh pe aashkaar karegaa
Saud Usmani
Ghazal
Saba Naqvi
Ghazal
vo KHud pasand jafaa-kaar shaKHs thaa 'anvar'
natiijatan use be-kaarvaa.n to honaa thaa
Munir Anwar
Ghazal
us shoKH KHud-pasand se puuchhe ko.ii sahii
saabit hu.aa hai qatl miraa kis gunaah se
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
vo KHud-pasand hai KHud ko hii dekhnaa chaahe
so us ke chaaro.n taraf aa.ine lage hu.e hai.n