SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahd-e-tiflii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ahd-e-tiflii"
Sher
mazaa pa.Daa hai qanaa.at kaa ahd-e-tiflii se
mai.n ser ho ke na piitaa thaa shiir-e-maadar ko
Rind Lakhnavi
Nazm
ahd-e-tifli
dard-e-tiflii me.n agar ko.ii rulaataa thaa mujhe
shorish-e-zanjiir-e-dar me.n lutf aataa thaa mujhe
Allama Iqbal
Ghazal
ahd-e-tiflii se ye kahtaa thaa mizaaj-e-jaanaa.n
dekh lenaa ki javaanii me.n badal jaa.uu.ngaa
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
zindagii kii band siipii khul rahii hai
aur us me.n ahd-e-tiflii kaa guhar hai
Abdul Ahad Saaz
Nazm
jugnu
samajh sake ko.ii ai kaash ahd-e-tiflii ko
jahaan dekhnaa miTTii ke ek reze ko
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ahd-e-tiflii"
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
ahd-e-tiflii se bu.Dhaape kaa safar thaa ki ghuTan
KHatm ho jaa.e ye zahriilii fazaa mere baa'd
Daood Kaashmiri
Nazm
mirza ghaalib
ahd-e-tiflii hii se duniyaa ke ba.De zulm sahe
ab bhii har ahl-e-suKHan aap ko ustaad kahe
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
ahd-e-tiflii me.n jise ziist kaa haasil jaanaa
vaqt kaa ab unhii baato.n me.n ziyaa.n hotaa hai
Jawed Manzar
Ghazal
Abu Leveeza Ali
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
rafta o haazir ko goyaa paa-ba-paa is ne kiyaa
ahd-e-tiflii se mujhe phir aashnaa is ne kiyaa
Allama Iqbal
Ghazal
ahd-e-tiflii thaa 'kamaal' ahd-e-masarrat-aagii.n
Gam ke saa.e me.n paluu.ngaa mujhe ma.aluum na thaa
Kamal Jafari
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tiflii-o-ahd-e-javaanii kaa na puuchho ahvaal
be-KHudii aage thii ab be-KHabarii rahtii hai
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
jo mu.nh-cha.Dhaate hai.n aasaar 'ahd-e-maazii ke
hamaare KHuun me.n aksar ubaal aataa hai