SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahd-e-tiflii"
Nazm MATCHES FOR "ahd-e-tiflii"
Nazm
ahd-e-tifli
dard-e-tiflii me.n agar ko.ii rulaataa thaa mujhe
shorish-e-zanjiir-e-dar me.n lutf aataa thaa mujhe
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
samajh sake ko.ii ai kaash ahd-e-tiflii ko
jahaan dekhnaa miTTii ke ek reze ko
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mirza ghaalib
ahd-e-tiflii hii se duniyaa ke ba.De zulm sahe
ab bhii har ahl-e-suKHan aap ko ustaad kahe
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
rafta o haazir ko goyaa paa-ba-paa is ne kiyaa
ahd-e-tiflii se mujhe phir aashnaa is ne kiyaa
Allama Iqbal
Nazm
jamuna
aah o ra.ngii.n-adaa o dillii vaalii naaznii.n
o do-aalam ke hasiino.n se niraalii naaznii.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
pahle to shahr aisa na tha
tasviir me.n kuchh baaqiyaat-e-mimbar-o-mehraab hai.n
kuchh jalva-haa-e-ahd-e-aalam-taab hai.n
Ain Tabish
Nazm
inqilab
terii tiflii me.n javaanii kii bahaar
terii piirii ruu-kash-e-'ahd-e-shabaab
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Nazm
meri jaan ab bhi apna husn wapas pher de mujhko
guluu me.n terii ulfat ke taraane suukh jaa.e.nge
mabaadaa yaad-haa-e-ahd-e-maazii mahv ho jaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zawal-e-ahd-e-tamanna
na Dhuu.nD paa.ii mudaavaa-e-zaKHm-zaar-e-tamannaa
samajh sakii na taqaazaa-e-ahd-e-tifl-kushii vo
Shafiq Fatima Shera
Nazm
KHiraj-aqidat
ek KHizr-e-ahd-e-haazir ik kaliim-e-ahd-e-nau
ek sadr-e-mahfil-e-ruuhaaniyaa.n paidaa hu.aa