SEARCH RESULTS
Showing search results for "jins-e-umr-e-daraaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jins-e-umr-e-daraaz"
Ghazal
KHariid baiThe hai.n dhoke me.n jins-e-umr-e-daraaz
hame.n dikhaa.e the maktab ne kuchh misaal ke din
Abdul Ahad Saaz
Sher
umr-e-daraaz maa.ng ke laa.ii thii chaar din
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Seemab Akbarabadi
PAGE MATCHES FOR "jins-e-umr-e-daraaz"
MORE MATCHES FOR "jins-e-umr-e-daraaz"
Ghazal
do saa.ns bhii ho jaa.e.n baham habs-e-badan me.n
ai 'umr-e-ravaa.n itnii karaamat bhii bahut hai
Ghazanfar Hashmi
Sher
chalii jaatii hai tuu ai umr-e-rafta
ye ham ko kis musiibat me.n pha.nsaa kar
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
mauja-e-umr-e-gurezaa.n kii ravaanii jaisaa
aa.nkh me.n kuchh to hai Thahre hu.e paanii jaisaa
Saima Zaidi
Ghazal
shikva-sanj-e-umr-e-faanii hai bayaan-e-aarzuu
KHatm hotii hii nahii.n hai daastaan-e-aarzuu
Qazi Syed Mushtaq Naqvi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Dawood Khan Raaz
Ghazal
dilo.n se aarzuu-e-umr-e-jaavedaa.n na ga.ii
ko.ii nigaah pas-e-gard-e-kaarvaa.n na ga.ii
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
aa umr-e-rafta hashr ke dam-KHam bhii dekh le.n
tuufaan-e-zindagii kii vo halchal uThaa to laa
Natiq Gulavthi
Ghazal
nuquush-e-umr-e-guzishta sameT laate hai.n
ye rang ra.ng ke baadal kahaa.n se aate hai.n
Kausar Jayasi
Ghazal
mataa-e-umr-e-guzishtaa sameT kar le jaa
jo ho sake to miraa dard apne ghar le jaa
Mohammad Ali Asar
Ghazal
yuu.n bhii ham ma.arka-e-umr-e-ravaa.n se guzre
ik jahaa.n zer kiyaa ek jahaa.n se guzre
Gulamullah Afsoon Bhopali
Ghazal
ik KHalish ko haasil-e-umr-e-ravaa.n rahne diyaa
jaan kar ham ne unhe.n naa-mehrbaa.n rahne diyaa
Adeeb Saharanpuri
Sher
ik KHalish ko haasil-e-umr-e-ravaa.n rahne diyaa
jaan kar ham ne unhe.n naa-mehrbaa.n rahne diyaa





