SEARCH RESULTS
Showing search results for "masle"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "masle"
Geet
hame.n sansaar me.n apnaa banaanaa kaun chaahegaa
ye masle phuul sejo.n par sajaanaa kaun chaahegaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
rote hai.n yaad gauhar-e-dandaan me.n un din
motii bhare hai.n misl-e-sadaf yaa.n kanaar me.n
Goya Faqir Mohammad
PAGE MATCHES FOR "masle"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "masle"
Ghazal
masle ga.e the jaane kyo.n ummiid ke phuul
phuulo.n kii anmol shahaadat yaad rahegii
Suhail Amjad
Ghazal
chand masle hu.e safhaat liye baiThaa hai
ghar kaa buu.Dhaa jo rivaayaat liye baiThaa hai
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
laakho.n masle hu.e Gunche nahii.n dekhe ham ne
chand ha.nste hu.e phuulo.n ko gulistaa.n samjhe
Sharib Lakhnavi
Mazahiya
Khizr Tameemi
Ghazal
turbat ko.ii kaise unhe.n aaGosh me.n legii
masle hu.e ye phuul jo paa.nv me.n rahe.nge
Yasir Raza Asif
Ghazal
hai.n masle hu.e shaaKH dar shaaKH gul kyo.n
chaman dar chaman saaneha kis liye hai
Tabassum Anwar
Nazm
amn ka paighambar
u.D na jaa.e baaG ke masle hu.e phuulo.n kaa rang
Daal de siine me.n un ke apne naGmo.n se umang
Maikash Hyderabadi
Ghazal
jab lahuu aa.nkho.n se chhilke to Gazal hotii hai
dil me.n armaa.n ko.ii machle to Gazal hotii hai
Nausha Asrar
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
har ko.ii mast-e-mai-e-zauq-e-tan-aasaanii hai
tum musalmaa.n ho ye andaaz-e-musalmaanii hai
Allama Iqbal
Ghazal
maayuusii-e-ma.aal-e-mohabbat na puuchhiye
apno.n se pesh aa.e hai.n begaanagii se ham

