SEARCH RESULTS
Showing search results for "meyaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "meyaar"
Nazm
patthar
haath me.n tesha-e-zar ho to vo haath aataa hai
jitne meyaar hai.n is daur ke sab patthar hai.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
kaun jaane ki na.e saal me.n tuu kis ko pa.Dhe
teraa me.yaar badaltaa hai nisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
ishq kii raah ke meyaar alag hote hai.n
ik judaa zaa.icha-e-nafaa-o-zarar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "meyaar"
Ghazal
yahii lahja thaa ki meyaar-e-suKHan Thahraa thaa
ab isii lahja-e-be-baak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Sher
jin hauslo.n se meraa junuu.n mutma.in na thaa
vo hausle zamaane ke meyaar ho ga.e
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
ye kam to nahii.n tuu miraa meyaar-e-nazar hai
ai dost mire vaaste kuchh aur na ban tuu
Mohsin Naqvi
Sher
Zafar Iqbal
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
husn ko dekhaa hai mai.n ne husn kii KHaatir 'hafiiz'
varna sab apnaa hii meyaar-e-nazar dekhaa kiye
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
tere baKHshe hu.e ik Gam kaa karishma hai ki ab
jo bhii Gam ho mire meyaar se kam hotaa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
u.Daano.n aasmaano.n aashiyaano.n ke liye taa.ir!
ye par TuuTe hu.e mere ye meyaar-e-nazar le jaa