SEARCH RESULTS
Showing search results for "meyaar"
Nazm MATCHES FOR "meyaar"
Nazm
patthar
haath me.n tesha-e-zar ho to vo haath aataa hai
jitne meyaar hai.n is daur ke sab patthar hai.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ujala
mere nikhre hu.e giito.n me.n tiraa jaaduu hai
mai.n ne meyaar-e-tasavvur se banaayaa hai tujhe
Mustafa Zaidi
Nazm
phir wahi raat
ziist ke ajnabii rasto.n se guzarnaa meraa
tum ne badlaa jo na hotaa miraa meyaar-e-nazar
Shahid Ishqi
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
kaun hai taarik-e-aa.iin-e-rasuul-e-muKHtaar
maslahat vaqt kii hai kis ke amal kaa me.aar
Allama Iqbal
Nazm
daraKHt-e-zard
lahuu aur thuuknaa us kaa hai kaarobaar bhii meraa
yahii hai saakh bhii merii yahii me.aar bhii meraa
Jaun Eliya
Nazm
madam
apnii zillat kii qasam aap kii azmat kii qasam
ham ko taaziim ke me.aar parakhne ho.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya husn
ab na jhapkegii palak, ab na haTe.ngii nazre.n
husn kaa mere liye aaKHirii me.aar hai tuu
Kaifi Azmi
Nazm
tumne likkha hai
sone chaa.ndii ke liye ishq ko Thukraa denaa
khel ho saktaa hai me.ayaar-e-mohabbat to nahii.n
Prem Warbartani
Nazm
dard-e-mushtarak
zar-parasto.n ne jafaakaar banaa rakkhaa hai
aa ki us daur kaa me.aar badalnaa hai hame.n
Qateel Shifai
Nazm
aadmi
zindagii niiche kahii.n mu.nh dekhtii hii rah ga.ii
kitnaa uu.nchaa le gayaa jiine kaa me.aar aadmii