SEARCH RESULTS
Showing search results for "meyaar"
Ghazal MATCHES FOR "meyaar"
Ghazal
ishq kii raah ke meyaar alag hote hai.n
ik judaa zaa.icha-e-nafaa-o-zarar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
yahii lahja thaa ki meyaar-e-suKHan Thahraa thaa
ab isii lahja-e-be-baak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
ye kam to nahii.n tuu miraa meyaar-e-nazar hai
ai dost mire vaaste kuchh aur na ban tuu
Mohsin Naqvi
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
husn ko dekhaa hai mai.n ne husn kii KHaatir 'hafiiz'
varna sab apnaa hii meyaar-e-nazar dekhaa kiye
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
tere baKHshe hu.e ik Gam kaa karishma hai ki ab
jo bhii Gam ho mire meyaar se kam hotaa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
u.Daano.n aasmaano.n aashiyaano.n ke liye taa.ir!
ye par TuuTe hu.e mere ye meyaar-e-nazar le jaa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
us kii nafrat kaa bhii meyaar judaa thaa sab se
vo alag apnaa ik andaaz-e-nazar rakhtaa thaa
Mohsin Bhopali
Ghazal
vo zabt o e'tidaal o tavaazun kahaa.n 'riyaaz'
me'yaar-e-fan ki jo kabhii yuunaaniyo.n me.n thaa
Riaz Majeed
Ghazal
Saifuddin Saif
Ghazal
kyaa zamaana thaa ki jab ahl-e-havas ke nazdiik
ko.ii meyaar thaa meyaar bhii aisaa vaisaa
Javed Saba
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
gir na jaa.e tire meyaar se andaaz-e-huruuf
yuu.n kabhii naam bhii teraa nahii.n likhkhaa mai.n ne
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
ham tumhe.n duusre logo.n se to achchhe pa.Dte
ik to me'yaar bhii thaa duusraa saste pa.Dte
Jawad Sheikh
Ghazal
samjhe hu.e logo.n ko bhii har baar samajhnaa
mushkil hai bahut shahr kaa me'yaar samajhnaa
Shahid Kabir
Ghazal
na puuchh us kii nazar me.n kyaa the meyaar
pasand us kii ri.aayat kii tarah thii