SEARCH RESULTS
Showing search results for "paikaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paikaa.n"
Ghazal
sar salaamat hai to kyaa sa.ng-e-malaamat kii kamii
jaan baaqii hai to paikaan-e-qazaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kyaa tiir-e-sitam us ke siine me.n bhii TuuTe the
jis zaKHm ko chiiruu.n huu.n paikaan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
nigah-e-yaar se paikaan-e-qazaa kaa mushtaaq
dil-e-majbuur nishaane pe khulaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paikaa.n"
Nazm
ahl-e-dil aur bhi hain
sar salaamat hai to kyaa sa.ng-e-malaamat kii kamii
jaan baaqii hai to paikaan-e-qazaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
wo lamha jo mera tha
vaqt ke paikaa.n be-shak tan par aan lage
dekho us lamhe se kitnaa gahraa rishta hai
Ada Jafarey
Ghazal
juu.n Guncha-o-gul aafat-e-faal-e-nazar na puuchh
paikaa.n se tere jalva-e-zaKHm aashkaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bal-be-gudaaz-e-ishq ki KHuu.n ho ke dil ke saath
siine se tere tiir kaa paikaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
naKHchiir-e-mohabbat kaa qissa nahii.n tuulaanii
lutf-e-KHalish-e-paikaa.n aasuudgi-e-fitraak
Allama Iqbal
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
maze hai.n us dahan-e-zaKHm ke liye kyaa kyaa
jo chuuse tiir ke paikaan ko zabaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
thaa gurezaa.n mizha-e-yaar se dil taa dam-e-marg
daf-e-paikaan-e-qazaa is qadar aasaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Garaz thii kyaa tire tiiro.n ko aab-e-paikaa.n se
magar ziyaarat-e-dil kyuu.n ki be-vuzuu karte








