SEARCH RESULTS
Showing search results for "pisar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "pisar"
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n
Allama Iqbal
Marsiya
ye baat sun ke ho gayaa zehraa kaa rang faq
bolii pisar se ro ke vo bint-e-rasuul-e-haq
Meer Anees
Nazm
hubb-e-watan
baap kii hai du.aa ye bahr-e-pisar
qaum kii mai.n banaa.uu.n us ko sipar
Altaf Hussain Hali
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "pisar"
Ghazal
za.iif baap kii KHidmat kii baat jab aa.ii
to mausamo.n kii tarah se pisar badalte rahe
Turab Akhtar Naqvi
Ghazal
sajda kare.n hai.n sun kar aubaash saare us ko
sayyad pisar vo pyaaraa haigaa imaam baa.nkaa
Meer Taqi Meer
Nazm
aahang-e-nau
yaad hai tum ko kin aslaaf kii tum yaade.n ho
tum to KHaalid ke pisar bhiim kii aulaade.n ho
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
vo jis pisar ke jigar me.n utar ga.ii barchhii
usii pisar ko javaa.n dekhne kii KHvaahish thii
Imran Rahib
Ghazal
ajiib daur hai ahl-e-hunar nahii.n aate
pidar kaa ilm liye ab pisar nahii.n aate
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
rind o aazaad hu.e chho.D ilaaqa sab kaa
Dhuu.nDhte kab hai.n pidar aur pisar kaa takiya