SEARCH RESULTS
Showing search results for "pisar"
Nazm MATCHES FOR "pisar"
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
baap kii hai du.aa ye bahr-e-pisar
qaum kii mai.n banaa.uu.n us ko sipar
Altaf Hussain Hali
Nazm
aahang-e-nau
yaad hai tum ko kin aslaaf kii tum yaade.n ho
tum to KHaalid ke pisar bhiim kii aulaade.n ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mohabbat
mohabbat se shaan-e-pidar sar-buland
mohabbat se vasf-e-pisar arjumand
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
holi
kap.De lat-pat kiye kiicha.D me.n chale aate hai.n
shaiKH-saahab ke pisar laKHt-e-jigar holii me.n
Zareef Dehlvi
Nazm
chhuara dekhna
pahle gyaarah the pisar is saal baara dekhnaa
ishq ke aKHbaar kaa taaza shumaara dekhnaa
Khalid Irfan
Nazm
payam-e-masarrat
mai.n ne kahaa ki bhaa.ii mire aisii shart par
mumkin nahii.n ki likh sakuu.n mai.n sehra-e-pisar
Asrar jamayee
Nazm
apni bad-surati par ek nazm
mirii phuppo mire diidaar ko betaab rahtii hai
mirii KHaala mujhe apne pisar se kam nahii.n rakhtii
Kashif Rafiq
Nazm
iltija-e-musafir
phir aa rakhuu.n qadam-e-maadar-o-pidar pe jabii.n
kiyaa jinho.n ne mohabbat kaa raaz-daa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
dard-e-dil
ye vo gul the jinhe.n arbaab-e-nazar ne royaa
bhaa.ii ne bahno.n ne maadar ne pidar ne royaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aurat ki taKHliq
barf ko barq paaro.n ko piisaa gayaa
abr ko chaa.nd taaro.n ko piisaa gayaa