SEARCH RESULTS
Showing search results for "putle"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "putle"
Ghazal
huur kii shakl ho tum nuur ke putle ho tum
aur is par tumhe.n aataa hai jalaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo kuuze mere dast-e-chaabuk ke putle
gil-o-ra.ng-o-roGan kii maKHluuq-e-be-jaa.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
bahut zamiin bahut aasmaa.n mile.nge tumhe.n
pa ham se KHaak ke putle kahaa.n mile.nge tumhe.n
Farhat Ehsas
Nazm
nai tahzib
aqaa.ed par qayaamat aa.egii tarmiim-e-millat se
nayaa ka.aba banegaa maGribii putle sanam ho.nge
Akbar Allahabadi
Ghazal
insaa.n ko kal kaa putlaa banaayaa hai us ne aap
aur aap hii vo kahtaa hai putle ko kal ke chal
Bahadur Shah Zafar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "putle"
Nazm
sham-e-ayaadat
ye KHaak-o-KHuu.n ke putle apnii jaa.n pe khelte hu.e
vo ziist kii karaah jis se be-qaraar hai fazaa
Firaq Gorakhpuri
Sher
na to mai.n huur kaa maftuu.n na parii kaa aashiq
KHaak ke putle kaa hai KHaak kaa putlaa aashiq
Peer Sher Mohammad Ajiz
Ghazal
hastii ke haq ke saamne kyaa asl-e-iin-o-aa.n
putle ye sab hai.n aap ke vahm-o-KHayaal ke
Akbar Allahabadi
Sher
mom ke putle the ham aur garm haatho.n me.n rahe
jis ne jo chaahaa hame.n vaisaa banaa kar le gayaa
Manzoor Hashmi
Nazm
jahan zad
ka.ii dast-e-chaabuk ke be-jaan putle
mare aur tire darmiyaa.n saj ga.e the