SEARCH RESULTS
Showing search results for "putle"
Ghazal MATCHES FOR "putle"
Ghazal
huur kii shakl ho tum nuur ke putle ho tum
aur is par tumhe.n aataa hai jalaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
bahut zamiin bahut aasmaa.n mile.nge tumhe.n
pa ham se KHaak ke putle kahaa.n mile.nge tumhe.n
Farhat Ehsas
Ghazal
insaa.n ko kal kaa putlaa banaayaa hai us ne aap
aur aap hii vo kahtaa hai putle ko kal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
hastii ke haq ke saamne kyaa asl-e-iin-o-aa.n
putle ye sab hai.n aap ke vahm-o-KHayaal ke
Akbar Allahabadi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
hashr ho tum sharm ke putle na ban.naa hashr me.n
chaal iThlaa.ii hu.ii andaaz mastaana rahe
Riyaz Khairabadi
Ghazal
KHaak ke putle falak kii sarhado.n ko chhuu chuke
aur jise insaan kahte hai.n abhii Gaaro.n me.n hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
na to mai.n huur kaa maftuu.n na parii kaa aashiq
KHaak ke putle kaa hai KHaak kaa putlaa aashiq
Peer Sher Mohammad Ajiz
Ghazal
ye inkisaar ke putle ye siim-o-zar kii sanaa
ye masKHare hai.n ki chole me.n gorkan apne
Aamir Suhail
Ghazal
apne haatho.n se jinhe.n qatl kiyaa hai ham ne
un ke chauraaho.n pe putle nahii.n achchhe lagte
Abdur Rauf Anjum
Ghazal
sharaf is KHaak ke putle ko hai insaan hone kaa
Gariib-e-zaar par jis kii inaayat ho inaayat ho
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
hosh hai tujh ko KHaak ke putle
ye tamarrud ye sar-kashii kaisii
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
Gazab hai hasiino.n se dil kaa lagaanaa
ye aafat ke putle banaa.e hu.e hai.n
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
kuuza-gar ke ghar ummiide.n aa.ii hai.n
miTTii ke putle me.n saa.nse.n aa.ii hai.n
Amit Sharma Meet
Ghazal
is KHaak ke putle kii kyaa KHuub kahaanii hai
masjuud-e-malak avval rusvaa o KHaraab aaKHir