SEARCH RESULTS
Showing search results for "ramzaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ramzaan"
Ghazal
ye meraa pahlaa ramzaan thaa us ke baGair
mat puuchho kis mu.nh se roze khole hai.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
eid ka din
zahe-qismat hilaal-e-eid kii suurat nazar aa.ii
jo the ramzaan ke biimaar un sab ne shifaa paa.ii
Majeed Lahori
Sher
aap idhar aa.e udhar diin aur iimaan ga.e
iid kaa chaa.nd nazar aayaa to ramzaan ga.e
Shuja Khaavar
Ghazal
Gam ke piichho raast kahte hai.n ki shaadii hove hai
hazrat-e-ramazaa.n ga.e tashriif le ab iid hai
Abroo Shah Mubarak
PAGE MATCHES FOR "ramzaan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ramzaan"
Hindi Ghazal
is qadar paabandii-e-mazhab ki sadqe aa chuke
jab se aazaadii milii hai mulk me.n ramzaan hai
Dushyant Kumar
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mai.n huu.n roza to phir iftaar tuu hai
mahiina mai.n agar ramzaan kaa to
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
insaano.n ko din din bhar ab khaanaa nahii.n miltaa
muddat se farokash hai.n ramzaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
'shaahid' se kah rahe ho ki roze rakhaa kare
har maah jis kaa guzraa hai ramzaan kii tarah
Sarfaraz Shahid
Nazm
hilal-e-mah-e-ramzan dekh kar
maah-e-rahmat kii KHabar kis ke liye laayaa hai tuu
kaun teraa muntazir thaa kis liye aayaa hai tuu
Mukhtasar Azmi
Ghazal
aql se faariG hu.aa insaan aadhaa rah gayaa
iid do-baalaa hu.ii ramzaan aadhaa rah gayaa
Mansoor Umar
Nazm
eid ke roz
pak.De laaThii ko maTakte chale ramzaanii miyaa.n
piichhe se bachcho.n kaa ik gol chalaa eid ke roz
Zaki Ahmad
Ghazal
chaahe jannat na mile chaahe KHudaa.ii na mile
hai du.aa merii yahii tujh se judaa.ii na mile