SEARCH RESULTS
Showing search results for "timsaal-daar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "timsaal-daar"
Ghazal
dil mat ga.nvaa KHabar na sahii sair hii sahii
ai be-dimaaG aa.iina timsaal-daar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
haft-aasmaa.n bhii laakh tiraa parda-daar ho
har zarra kaa.enaat kaa timsaal-daar hai
Anjum Usman
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "timsaal-daar"
Ghazal
ho ga.ii hai Gair kii shiirii.n-bayaanii kaargar
'ishq kaa us ko gumaa.n ham be-zabaano.n par nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
jaan.ne ke liye betaab thaa aGyaar kaa haal
us ne puuchhaa na hamaare dil-e-biimaar kaa haal
Mohammad Abid Ali Abid
Ghazal
dil aa.ina-timsaal ho gar soz-e-yaqii.n se
sajdo.n kaa ta'alluq rahe dar se na jabii.n se
Bismil Dehlavi
Ghazal
Abbas Tabish
Kulliyat
chaahe jis shakl se timsaal-sifat is me.n dar aa
aalam aa.iine ke maanind dar-e-baaz hai ek
Meer Taqi Meer
Ghazal
mujh me.n maujuud hai vo shaKHs zamaane kaa nahii.n
ko.ii bhii tiir mire paas nishaane kaa nahii.n
Shaukat Mehdi
Ghazal
na puuchho ki 'qaa.em' kaa kyaa haal hai
kuchh ik Dher haDDiyo.n kaa yaa khaal hai