SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Fhy"
Ghazal MATCHES FOR ",fhy"
Ghazal
samajhne vaale samajhte hai.n pech kii taqriir
ki kuchh na kuchh tirii baato.n me.n fii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
nayaa hunar siikh fii-zamaana ho jis kii vaq.at
suKHan kii nisbat se ab ko.ii puuchhtaa nahii.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
i-m-f ko samajhte hai.n ma.iishat kaa ilaaj
log al-kuhl ko khaa.nsii kii davaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
ayaa.n kiyaa hai tiraa raaz fii-sabiilillaah
KHabar na thii ki hai ye bhii KHabar baraa.e-faroKHt
Afzal Khan
Ghazal
fe pe ik nuqta hai aur qaaf pe hai.n nuqta do
kaaf bhii KHaalii hai aur laam bhii KHaalii, ye le
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
achchhii-KHaasii rusvaa.ii kaa sabab hotii hai
duusrii aurat pahlii jaisii kab hotii hai
Fay Seen Ejaz
Ghazal
aa.nkh aur nii.nd ke rishte mujhe vaapas kar de
mere KHvaabo.n ke jaziire mujhe vaapas kar de
Fay Seen Ejaz
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
umr bhar ek sii uljhan to nahii.n ban sakte
dost ban jaa.e.n ki dushman to nahii.n ban sakte
Fay Seen Ejaz
Ghazal
Guruur vaar diyaa mai.n ne fii-sabiilil-ishq
ai ishq tuu bhii to ab tho.Daa hausla kar dekh
Waqar Khan
Ghazal
aa.ine ruup churaa le.nge udhar mat dekho
tum ko baato.n me.n pha.nsaa le.nge udhar mat dekho
Fay Seen Ejaz
Ghazal
ishq jhelaa hai to chehra zard honaa chaahiye
husn ke shaidaa.iyo.n ko mard honaa chaahiye