SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Ori"
Ghazal MATCHES FOR ",ori"
Ghazal
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
saa.nse.n letii tasviiro.n ko chup lag jaa.egii
saare naqsh karishmo.n se aarii ho jaa.e.nge
Zeb Ghauri
Ghazal
ye shahr zehn se KHaalii numuu se aarii hai
balaa.e.n phirtii hai.n yaa.n dast o paa o sar ke baGair
Saleem Ahmed
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n ne puuchhaa ki ko.ii mujh se ziyaada hai hasii.n
aa.ina ha.ns ke ye bolaa arii jaa rii paagal
Fauziya rabab
Ghazal
vahii Gam se aarii hai.n kaar-e-jahaa.n me.n
jinhe.n KHuub aataa hai raahe.n badalnaa
Aurang zeb
Ghazal
shor karte hai.n parinde pe.D kaTtaa dekh kar
shahr ke dast-e-havas ko kaun aarii de gayaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
balaa kaa habs thaa 'saajid' havaa kii bastii me.n
chalii jo saa.ns kii aarii mai.n qaash qaash hu.aa
Iqbal Sajid
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo jii rahe hai.n ki jo soch se hu.e aarii
mai.n mar rahaa huu.n ki 'betaab' sochtaa huu.n mai.n
Saleem Betab
Ghazal
adab se aarii darinda-sifaat logo.n me.n
mai.n baiThtaa hii nahii.n vaahiyaat logo.n me.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
kabhii firaaq kabhii lazzat-e-visaal me.n rakh
mujh e'tidaal se aarii ko e'tidaal me.n rakh
Kabeer Athar
Ghazal
tirii chaahat kii aadii ho ga.ii huu.n
hathelii tuu mai.n meh.ndii ho ga.ii huu.n