SEARCH RESULTS
Showing search results for "انجماد"
Ghazal MATCHES FOR "انجماد"
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
bante rahe hai.n dil me.n ajab gard-baad se
ra.ngo.n ko aazmaa na sake e'timaad se
Sajjad Babar
Ghazal
chale bhii aa.o ki girya kunaa.n hai tuu hamdam
tujhe KHabar hai tiraa injimaad Thiik nahii.n
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
shiisho.n kii tarah TuuT ga.ii.n sab haqiiqate.n
patthar pighal ke bahne lagaa injimaad kaa
Maratib Akhtar
Ghazal
shaayad ta'alluqaat me.n ab injimaad hai
pahlii sii baat baat pe takraar bhii nahii.n
Asad Raza
Ghazal
shiishe ke us taraf bhii dikhaa.ii nahii.n diyaa
paanii ke injimaad se behtar nahii.n huu.n mai.n
Irshad Ahmad Niazi
Ghazal
ye injimaad bhii TuuTegaa dekhnaa ik din
ham e'timaad se pahle to KHud ko jaarii kare.n
Sohail Akhtar
Ghazal
jaa puuchh injimaad ke nuqte se KHaslate.n
ujlat shi'aar barf kaa taaKHiir aag kii
Daniyal Zaman
Ghazal
daruun-e-vaadii-e-shab 'aks-e-aaftaab to ho
ki injimaad me.n tahriik-e-inqalaab to ho
Qutub Sarshar
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh ko tahziib ke barzaKH kaa banaayaa vaaris
jurm ye bhii mire ajdaad ke sar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
diivaar jaantaa thaa jise mai.n vo dhuul thii
ab mujh ko e'timaad kii daavat na de ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
jis din se e'timaad me.n aayaa tiraa shabaab
us din se tujh pe zulm hii Dhaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
milnaa thaa ittifaaq bichha.Dnaa nasiib thaa
vo utnii duur ho gayaa jitnaa qariib thaa