SEARCH RESULTS
Showing search results for "برف"
Ghazal MATCHES FOR "برف"
Ghazal
lahraa rahii hai barf kii chaadar haTaa ke ghaas
suuraj kii shah pe tinke bhii bebaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
KHush-rang parindo.n ke lauT aane ke din aa.e
bichh.De hu.e milte hai.n jab barf pighaltii hai
Bashir Badr
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
Anwar Masood
Ghazal
jism kaa bojh uThaa.e hu.e chalte rahiye
dhuup me.n barf kii maanind pighalte rahiye
Meraj Faizabadi
Ghazal
barf kii tarah december kaa safar hotaa hai
ham use saath na lete to razaa.ii lete
Rahat Indori
Ghazal
haa.n dekh barf girtii hu.ii baal baal par
tapte hu.e KHayaal ThiThurte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Ghazal
nahii.n to barf saa paanii tumhe.n jalaa degaa
gilaas lete hu.e u.ngliyaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
abhii se barf ulajhne lagii hai baalo.n se
abhii to qarz-e-mah-o-saal bhii utaaraa nahii.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
barf ke phuulo.n se raushan hu.ii taariik zamii.n
raat kii shaaKH se jaise mah o aKHtar barse
Bashir Badr
Ghazal
barf me.n dabaa makkhan maut rail aur rickshaw
zindagii KHushii rickshaw rail motare.n Dolii
Bashir Badr
Ghazal
sunaa hai barf ke Tuk.De hai.n dil hasiino.n ke
kuchh aa.nch paa ke ye chaa.ndii pighal to saktii hai