SEARCH RESULTS
Showing search results for "بینا"
Ghazal MATCHES FOR "بینا"
Ghazal
hame.n chashm-e-biinaa dikhaatii hai sab kuchh
vo andhe hai.n jo jaam-e-jam dekhte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
qatra me.n dajla dikhaa.ii na de aur juzv me.n kul
khel la.Dko.n kaa hu.aa diida-e-biinaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
hanuuz mahrami-e-husn ko tarastaa huu.n
kare hai har-bun-e-muu kaam chashm-e-biinaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
har najm hai ik aariz-e-raushan mire nazdiik
har zarra hai ik diida-e-biinaa mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
jo bhii ham dekhte hai.n saaf nazar aa jaataa
chashm-e-hairat ko agar diida-e-biinaa karte
Asim Wasti
Ghazal
bhuul jaa.e na kahii.n shakl ye dil vaalo.n kii
diida-e-biinaa ko aa.iina banaa.e rakkhe.n
Uzma Iqbal
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
daanaa vahii hai dil jo kare aap kaa KHayaal
biinaa vahii nazar hai ki jo aap par pa.De
Akbar Allahabadi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
chashm-e-biinaa bhii ataa kii dil-e-aagah bhii diyaa
mere allaah ne mujh par kiye ehsaa.n kyaa kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mai.n huu.n ki mujh ko diida-e-biinaa kaa rog hai
aur log hai.n ki kaam unhe.n apne kaam se