SEARCH RESULTS
Showing search results for "تصورات"
Ghazal MATCHES FOR "تصورات"
Ghazal
hai.n apnii apnii jagah mutma.in jahaa.n sab log
tasavvuraat me.n mere hai ek aisii jagah
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
mere tasavvuraat hai.n tahriire.n ishq kii
zindaanii-e-KHayaal hai.n zanjiire.n ishq kii
Saghar Siddiqui
Ghazal
tasavvuraat me.n vo zoom kar rahaa thaa mujhe
bahut shadiid tavajjoh kaa saamnaa thaa mujhe
Inaam azmi
Ghazal
kisii ke saath bhii baiThe hu.e dikhaa.ii de.n
tasavvuraat me.n ham aap hii ke hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
tajalliyaat kii tasviir khii.nch kar dil me.n
tasavvuraat kii duniyaa basaa rahaa huu.n mai.n
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
tasavvuraat ke aa.ngan me.n chaa.nd utraa hai
ravish ravish tirii chaahat se jagmagaa.uu.n mai.n
Kabir Ajmal
Ghazal
badii.a-kaar hai zehn-e-KHirad-pasand magar
tasavvuraat se tasviir-e-Gam banaa na sakaa
Nushur Wahidi
Ghazal
dikhaa.ii de na kabhii ye to mumkinaat me.n hai
vo sab vujuud me.n hai jo tasavvuraat me.n hai
Krishn Bihari Noor
Ghazal
tabaah ho ke haqaa.eq ke khurdure-pan se
tasavvuraat kii ta.amiir kar rahaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
tamaam raat ajab intishaar me.n guzrii
tasavvuraat me.n dahshat rahii hiraas rahaa
Bashir Farooqi
Ghazal
bazm-e-tasavvuraat me.n yaado.n kii raushnii
aalam ajiib raat kii tanhaa.iyo.n me.n thaa
Shakeela Bano Bhopali
Ghazal
tasavvuraat ke hasrat-kade me.n kaun aayaa
charaaG taa-had-e-ehsaas jalte jaate hai.n
Kausar Jayasi
Ghazal
vo pal haraam ho gayaa 'mashkuur' ke liye
jis pal tasavvuraat me.n paayaa nahii.n tujhe
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Ghazal
taKHayyulaat pe 'hairat' ke chhaa gayaa aisaa
tasavvuraat ke dar kholne nahii.n detaa
Hairat Allahabadi
Ghazal
tasavvuraat ke lamho.n kii qadr kar pyaare
zaraa sii der to KHud ko udaas rahne de
Sultan Akhtar
Ghazal
ka.aba banaa.iye na kaliisaa banaa.iye
dil ko tasavvuraat kii duniyaa banaa.iye
Shahzadi Kulsum
Ghazal
badan kaa loch labo.n kii miThaas qurb kaa lams
tasavvuraat ke sab zaa.iqe rasiile hai.n
Sultan Akhtar
Ghazal
tasavvuraat me.n in ko bulaa ke dekh liyaa
zamaane bhar kii nazar se chhupaa ke dekh liyaa