SEARCH RESULTS
Showing search results for "عمارت"
Ghazal MATCHES FOR "عمارت"
Ghazal
tilism-e-gumbad-e-garduu.n ko to.D sakte hai.n
zujaaj kii ye imaarat hai sa.ng-e-KHaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
ham ko anfaas kii apne hai imaarat karnii
is imaarat kii labo.n par tire buniyaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii kabhii ko.ii insaan aisaa lagtaa hai
puraane shahr me.n jaise na.ii imaarat hai
Bashir Badr
Ghazal
maz.habii mazduur sab baiThe hai.n in ko kaam do
ek imaarat shahr me.n kaafii puraanii aur hai
Munawwar Rana
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
kyuu.n tire saath rahii.n umr basar hone tak
ham na dekhe.nge imaarat ko kha.nDar hone tak
Rehman Faris
Ghazal
shikastagii me.n bhii kyaa shaan hai imaarat kii
ki dekhne ko ise sar uThaanaa pa.Dtaa hai
Azhar Inayati
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vo kahii.n jaan na le ret kaa Tiila huu.n mai.n
mere kaa.ndho.n pe hai taa'miir imaarat us kii
Shahzad Ahmad
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
ab jahaa.n terii imaarat kii hade.n miltii hai.n
ek bu.Dhiyaa kaa makaa.n thaa usii jaagiir ke saath
Saleem Kausar
Ghazal
baaqii to mukammal hai tamannaa kii imaarat
ik guzre hu.e vaqt kaa shiisha nahii.n miltaa