SEARCH RESULTS
Showing search results for "مجنون"
Ghazal MATCHES FOR "مجنون"
Ghazal
maana-e-vahshat-KHiraamii-haa-e-lailaa kaun hai
KHaana-e-majnuun-e-sahraa-gard be-darvaaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
rahm to ek taraf paaya-shanaasii dekho
qais ko kahte hai.n majnuun thaa sahraa.ii thaa
Shibli Nomani
Ghazal
shohra-e-aalam use yumn-e-mohabbat ne kiyaa
varna majnuu.n ek KHaak uftaada-e-viiraana thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ai shauq-e-talab ba.Dh kar majnuun-e-adaa ho jaa
ai himmat-e-mardaana raazii-ba-razaa ho jaa
Fani Badayuni
Ghazal
majnuun-e-be-KHirad ne dii jaa.n ba-naa-umiidii
lailaa kaa dekhte hii mahmil ta.Dap ta.Dap kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
fareb-e-aql me.n majnuun-e-ishq aa na sakaa
bhulaa diyaa use aa.nkho.n ne dil bhulaa na sakaa
Bismil Saeedi
Ghazal
ma.anii-o-mafhuum kyaa ho.n 'ishq ke mazmuun me.n
jis tarah ko.ii KHayaal aa.e dil-e-majnuun me.n
Bismil Saeedi
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
diivaana-e-khirad ho ki majnuun-e-ishq ho
rahnaa hai us ko chaak-garebaa.n kiye hu.e
Razi Raziuddin
Ghazal
Abid Raza
Ghazal
khul ga.ii phir kisii majnuun kii zanjiir-e-hayaat
qahqaha saa uThaa ik bazm me.n diivaano.n kii
Anjum Qamar Soz
Ghazal
us ne kahaa ki sunnat-e-majnuun hai yahii
sahraa-e-iztiraab me.n chalnaa hai to chalo
Shafaq Sopori
Ghazal
aashiq huu.n pa maashuuq-farebii hai miraa kaam
majnuu.n ko buraa kahtii hai lailaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
paa-e-kuubaa.n ko.ii zindaa.n me.n nayaa hai majnuu.n
aatii aavaaz-e-salaasil kabhii aisii to na thii