SEARCH RESULTS
Showing search results for "معرفت"
Ghazal MATCHES FOR "معرفت"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
uThaa mai.n madrasa o KHaanqaah se Gamnaak
na zindagii na mohabbat na ma.arifat na nigaah
Allama Iqbal
Ghazal
tujh ko paa.e to 'vahiid' apne KHudaa ko paa le
kaavish-e-ma.arfat-e-zaat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
yaa zarbat-e-KHaliil se but-KHaana chiiKH uThaa
yaa pattharo.n ko ma.arifat-e-zaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Khwaja Meer Dard
Ghazal
zamaane se to miraa kuchh gila nahii.n bantaa
ki mujh se meraa ta'alluq thaa ma.arifat apnii
Anjum Saleemi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
taabaa.n hai dil me.n mahr-e-daraKHshaan-e-ma.arifat
nuur-ul-quluub hai ye hamaarii ziyaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
gunaah me.n bhii ba.De ma.arifat ke mauqe hai.n
kabhii kabhii use be-KHadsha-e-najaat to dekh
Mustafa Zaidi
Ghazal
ma.arifat puuchh kyaa hai aarif se
jis ko irfaan hai so to guu.ngaa hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
mohabbat Gazal hai ibaadat Gazal hai
Gazal ma.arifat hai sharii.at Gazal hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
lagii nasiim-e-bahaarii jo ma.arifat gaane
gulo.n pe kuchh nahii.n mauquuf sab ko haal aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
maa'rifat ke liye aagahii ke liye
nuur-e-haq chaahiye raushnii ke liye
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
ab hu.aa hai maa-sivaa kaa parda faash
ma.arifat ke ab kahii.n daftar khule
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
jo ma.arifat ke gulaabii nashe se ho bhar-puur
vo jaam tuu ne nazar se pilaa ke chho.D diyaa