SEARCH RESULTS
Showing search results for "کلکتہ"
Ghazal MATCHES FOR "کلکتہ"
Ghazal
kalkatta ke hasiino.n ko jab dekh letaa huu.n
us vaqt dil me.n hotaa hai saudaa-e-lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
suu-e-kalkatta jo ham ba-dil-e-diivaana chale
gungunaate hu.e ik shoKH kaa afsaana chale
Akhtar Shirani
Ghazal
mahruum huu.n mai.n KHidmat-e-ustaad se 'muniir'
kalkatta mujh ko gor se bhii ta.ng ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kalkatta me.n ulfat kii governor hai sadaa ishq
aamaada ho tuu rustam-e-dastaan samajh kar
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
laa-makaa.n hai vaaste un kii maqaam-e-buud-o-baash
go ba-zaahir kahne ko kalkatta aur lahore hai
Shah Aasim
Ghazal
kalkatte ne naabuud kiyaa KHvaab-e-KHushii ko
pal-bhar mujhe is shahr me.n raahat nahii.n aatii
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
kalkatta se bhii kiijiye haasil ko.ii to ilm
siikhe.nge sehr-e-saamrii ham chashm-e-yaar se
Abdullla Khan Mehr Lakhnavi
Ghazal
maalik-ul-mulk nasaaraa hu.e kalkatte ke
ye to niklii ajab ik vaz.a kii janjaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Pagal Adilabadi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ali Akbar Natiq
Ghazal
KHush-haaliyaa.n dehlii kii bajaa aaj bhii lekin
yaad aatii hai kalkatte kii vo shoKH javaanii