SEARCH RESULTS
Showing search results for "इशारों"
Ghazal MATCHES FOR "इशारों"
Ghazal
vo ek rishta-e-benaam bhii nahii.n lekin
mai.n ab bhii us ke ishaaro.n pe sar jhukaa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
tuu ne kitno.n ko nachaayaa hai ishaaro.n pe magar
mai.n ne ai 'ishq ye mujraa nahii.n hone denaa
Amir Ameer
Ghazal
jaise tuu hukm kare dil miraa vaise dha.Dke
ye gha.Dii tere ishaaro.n se milaa rakkhii hai
Anwar Masood
Ghazal
ye kis ne mujh ko bas me.n kar liyaa hai
ishaaro.n par mai.n kis ke chal rahaa huu.n
Jahangeer nayab
Ghazal
kis tarah kare.n tujh se gila tere sitam kaa
mad.hosh ishaaro.n ne bhii dil to.D diyaa hai
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
tirii nazar ke ishaaro.n se khel saktaa huu.n
jigar-faroz sharaaro.n se khel saktaa huu.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
miltaa to hai KHushii kii haqiiqat kaa kuchh suraaG
lekin nazar-fareb ishaaro.n ke shahr me.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
saarii mahfil ko ishaaro.n me.n luTaa do ai jaan
siikh lo chashm-e-suKHan-go se latiifa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
KHamoshii bas KHamoshii thii ijaazat ab hu.ii hai
ishaaro.n ko tire pa.Dhne kii jur.at ab hu.ii hai
Shariq Kaifi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil kaa mafhuum ishaaro.n se ujaagar na hu.aa
be-kasii-e-gila-e-KHaam pe ronaa aayaa