SEARCH RESULTS
Showing search results for "उड़ानों"
Ghazal MATCHES FOR "उड़ानों"
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
u.Daan vaalo u.Daano.n pe vaqt bhaarii hai
paro.n kii ab ke nahii.n hauslo.n kii baarii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
aaj aayaa hai hame.n bhii un u.Daano.n kaa KHayaal
jin ko tere zo.am me.n be-baal-o-par karte rahe
Parveen Shakir
Ghazal
shohrat kii fazaa.o.n me.n itnaa na u.Do 'saaGar'
parvaaz na kho jaa.e in uu.nchii u.Daano.n me.n
Saghar Azmi
Ghazal
haadse uu.nchii u.Daano.n me.n bahut hote hai.n
tajraba tujh ko nahii.n hai mire baazuu le jaa
Azhar Inayati
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
mai.n soch bhii nahii.n saktaa thaa un u.Daano.n me.n
vo apne gaa.nv kii miTTii ko bhuul jaa.egaa
Akhtar Nazmi
Ghazal
phir vo be-samt u.Daano.n kii kahaanii sun kar
so gayaa pe.D parindo.n kii kahaanii sun kar
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
u.Daano.n aasmaano.n aashiyaano.n ke liye taa.ir!
ye par TuuTe hu.e mere ye meyaar-e-nazar le jaa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
kis me.n ab kitnii u.Daano.n kii sakat baaqii hai
har parinde ke par-o-baal bataa dete hai.n
Fazil Jamili
Ghazal
badan me.n avvalii.n ehsaas hai takaano.n kaa
rafiiq chhuuT gayaa hai kahii.n u.Daano.n kaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
vo jis kii paak u.Daano.n ke mo'tarif the sab
jale hu.e vahii shahpar hayaa ke rakkhe the
Zafar Moradabadi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
pata.ngaa ek paagal ho gayaa hai raushnii me.n
farishto.n kii u.Daano.n tak pahu.nchnaa chaahtaa hai
Daniyal Tareer
Ghazal
us kii nazro.n me.n saare maqaamaat hai.n
par use shauq andhii u.Daano.n kaa hai
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
parinde pahlii u.Daano.n ke baa'd lauT aa.e
lapak uThaa ko.ii ehsaas raa.egaanii kaa