SEARCH RESULTS
Showing search results for "डार"
Ghazal MATCHES FOR "डार"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Daar se us kii na 'irfaan' judaa kar us ko
khol ye band-e-vafaa aur rihaa kar us ko
Irfan Siddiqi
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
na.ii fazaa na.e aafaaq hai.n usii ke liye
jo aaj u.Dtii hu.ii Daar se nikal aayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
dono.n bane hai.n baa.is-e-takliif aaj-kal
'is.haaq'-Daar aur na.e saal kaa bajaT
Khalid Irfan
Ghazal
rasta bhii vaapsii kaa kahii.n ban me.n kho gayaa
ojhal hu.ii nigaah se hirno.n kii Daar bhii
Shakeb Jalali
Ghazal
parinde is liye zindaa.n ke gird ghuumte hai.n
ki un kii Daar kaa ik be-gunaah qaid me.n hai
Komal Joya
Ghazal
ik duuje ke sang a.Dii thii.n sab kuu.nje.n
TuuT ga.ii phir Daar safar kaise kaTtaa
Ali Akbar Mansoor
Ghazal
khaade.n lagii.n to chho.D ga.ii.n khet titliyaa.n
fasle.n ba.Dhii.n to Daar parindo.n ke ghaT ga.e
Nasir Shahzad
Ghazal
u.Daan KHuub-tar hu.ii jo panchhiyo.n kii Daar kii
to gher-ghaar kar kisii ne zer-e-daam kar diyaa
Sabiha Saba
Ghazal
mire makaan se kirno.n kii Daar aisii u.Dii
har ik balaa-e-pur-asraar mere ghar pahu.nchii
Sibt Ali Saba
Ghazal
ye shaam-e-Gam guzaar mire saath-saath chal
ai panchhiyo.n kii Daar mire saath-saath chal
Pushp Raj yadav
Ghazal
aadarsho.n kii Daar kaa piichhaa karte galla-baan
apne KHvaabo.n kii sarhad par maare jaate hai.n
Faisal Azeem
Ghazal
ajnabii KHalaa.o.n me.n Daar se bichha.Dte hii
jaal bichh ga.e ho.nge vaar chal gayaa hogaa
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
fazaa me.n u.Dte parindo.n kii Daar merii thii
nishaane mere the tiir-o-kamaa.n bhii mere the
Zubair Rizvi
Ghazal
'Gaalib'-o-'faiz' se rishta hai vo apnaa 'az.har'
jaise ik kuu.nj kaa rishta ho kisii Daar ke saath