SEARCH RESULTS
Showing search results for "तदबीरें"
Ghazal MATCHES FOR "तदबीरें"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
tum na aa.oge to marne kii hai.n sau tadbiire.n
maut kuchh tum to nahii.n ho ki bulaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
us ko dushman se kyaa bachaa.e vo charKH
jis ne tadbiir-e-KHasf-e-maah na kii
Momin Khan Momin
Ghazal
chaara-gar koshish-e-be-suud hai tadbiir-e-ilaaj
ham na hote to maraz qaabil-e-darmaa.n hotaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
ruuh ko chamkaa KHudii ko to.D kar ziine banaa
do ye tadbiire.n hai.n duniyaa me.n ubharne ke liye
Josh Malihabadi
Ghazal
pand-goyo.n ne bahut siine kii tadbiire.n lii.n
aah saabit bhii na niklaa ye garebaa.n yak jaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
nikalne hii nahii.n detaa kisii ko apne phande se
dimaaG o dil se tadbiir-e-rihaa.ii chhiin letaa hai
Zafar Kamali
Ghazal
taqdiir bhii majbuur hai, tadbiir bhii majbuur
is kohna aqiide ko miTaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
marne kii ai dil aur hii tadbiir kar ki mai.n
shaayaan-e-dast-o-baazuu-e-qaatil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ab mire qatl kii tadbiir to karnii hogii
kaun saa raaz hai teraa jo chhupaa hai mujh se