SEARCH RESULTS
Showing search results for "तरतीब"
Ghazal MATCHES FOR "तरतीब"
Ghazal
zindagii kyaa hai anaasir me.n zuhuur-e-tartiib
maut kyaa hai inhii.n ajzaa kaa pareshaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
shu.uur chaahiye tartiib-e-KHaar-o-KHas ke liye
qafas ko to.D ke rakkhaa to aashiyaana hu.aa
Qaisarul Jafri
Ghazal
dekho mujhe ab merii jagah se na hilaanaa
phir tum mujhe tartiib se rakh kar nahii.n jaate
Danish Naqwi
Ghazal
ya.anii tartiib-e-karam kaa bhii saliiqa thaa use
us ne patthar bhii uThaayaa mujhe paagal kar ke
Aslam Kolsarii
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
shaam-e-KHizaa.n ko sub.h-e-bahaaraa.n banaa diyaa
tartiib-e-ziist ban ga.ii.n ta.aziire.n ishq kii
Saghar Siddiqui
Ghazal
tartiib de rahaa thaa mai.n fahrist-e-dushmanaan
yaaro.n ne itnii baat pe KHanjar uThaa liyaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
us kaa naqsha ek be-tartiib afsaane kaa thaa
ye tamaashaa thaa yaa ko.ii KHvaab diivaane kaa thaa
Muneer Niyazi
Ghazal
mirii fazaa me.n hai tartiib-e-kaa.enaat kuchh aur
ajab nahii.n jo tiraa chaa.nd hai sitaara mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
dekhiye charKH pe taare bhii hai.n kyaa be-tartiib
jaise bikhre hu.e Tuk.De mire paimaano.n ke
Qamar Jalalvi
Ghazal
aisii tartiib se rakkhaa thaa sajaa kar 'daanish'
maal me.n naqs KHariidaar nahii.n dekh sakaa
Danish Naqwi
Ghazal
aisii tartiib se zaKHmo.n ko siyaa hai mai.n ne
chaaraagar Gaur se Taa.nko.n kii taraf dekhte hai.n
Aaquib Shaad
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
Danish Naqwi
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
haDDiyaa.n jo.D ke tartiib se us ne 'aamir'
KHvaab kaa laTThaa hai is ruuh ko pahnaayaa hu.aa