SEARCH RESULTS
Showing search results for "दादा"
Ghazal MATCHES FOR "दादा"
Ghazal
daadaa ba.De bhole the sab se yahii kahte the
kuchh zahr bhii hotaa hai a.ngrezii davaa.o.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
galiyo.n me.n merii naa'sh ko khii.nche phiro ki mai.n
jaa.n-daada-e-havaa-e-sar-e-rahguzaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhtaa huu.n vahshat-e-shauq-e-KHarosh-aamaada se
faal-e-rusvaa.ii sirishk-e-sar-ba-sahraa-daada se
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-ra.ng-e-sabza aziizaan-e-bad-zabaa.n yak-dast
hazaar teG-e-ba-zahr-aab-daada rakhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
baap daadaa ke hii nusKHe me.n hai apnii bhii shifaa
ham ko deriina ta'alluq KHaana-daamaadii se hai
Zafar Kamali
Ghazal
tazkire husn ke sun husn kaa dil-daada na ban
ba.az baato.n ke to sun.ne me.n mazaa hotaa hai
Safi Aurangabadi
Ghazal
bazm kii bazm hu.ii raat ke jaaduu kaa shikaar
ko.ii dil-daada-e-afsuun-e-sahar bhii na milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ham ki dil-daada kahaa.n raunaq-e-baazaar ke hai.n
be-niyaazaana hii duniyaa se guzar jaa.e.nge
Aslam Mahmood
Ghazal
Zafar Kamali
Ghazal
ab kiraa.e ke makaa.n me.n ghuT rahaa huu.n
baap daadaa kii havelii bik chukii hai
Sultan Akhtar
Ghazal
haram-o-dair ke logo.n kii KHushii kyaa kahnaa
banda-e-KHaaliq-o-dil-daada-e-raam aayaa hai
Darshan Singh
Ghazal
tum aqd-e-musalsal se daadaa ko nahii.n roko
shaadii kii zaruurat to fitrat kaa taqaazaa hai
Khalid Irfan
Ghazal
ba.Dhii jo umr to haalaat ne bhii ruKH mo.Daa
ab un se aane lagii daadaa jaan kii KHushbuu
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
mohabbat kii havaa-e-dil-rubaa se jhuuT bolegii
hasii.n kaazib hai vo ahl-e-vafaa se jhuuT bolegii