SEARCH RESULTS
Showing search results for "पायल"
Ghazal MATCHES FOR "पायल"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
paa.el chhanak rahii hai nigaar-e-KHayaal kii
kuchh ehtimaam-e-raqs karo mai.n nashe me.n huu.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
maayuus hai.n ehsaas se uljhii hu.ii raahe.n
paa.el dil-e-majbuur kii chhankaa ke guzar jaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
dha.Dkano.n ke taal par vo haal apne dil kaa hai
jaise gorii ke thirakte paa.nv me.n paa.el kaa rang
Qateel Shifai
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
Erum Zehra
Ghazal
is qadar shor hai in paa.nv kii zanjiiro.n kaa
mujh ko paa.el kii bhii jhankaar se Dar lagtaa hai
Roop Sagar
Ghazal
hai aag peT kii tabhii chham-chham hai raqs me.n
paa.el samajhtii hai ki ye jhankaar us se hai
Gurcharan Mehta Rajat
Ghazal
kyaa tire shahr ke insaan hai.n patthar kii tarah
ko.ii naGma ko.ii paayal ko.ii jhankaar nahii.n
Kamil Bahzadi
Ghazal
zamzama saaz kaa paa.el kii chhanaake kii tarah
behtar-az-shorish-e-naaquus-o-azaa.n hai saaqii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Hasan Kamal
Ghazal
hashr-saamaa.n tirii raftaar kahaa.n thii pahle
terii paa.el me.n ye jhankaar kahaa.n thii pahle
Jauhar Deobandi
Ghazal
Vijay Sharma
Ghazal
jo saaz-e-sitam har taraf baj rahaa hai
vo paa.el hai chuu.Dii hai ka.ngan hai kyaa hai