SEARCH RESULTS
Showing search results for "मनाना"
Ghazal MATCHES FOR "मनाना"
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n ne to khel khel me.n to.Daa thaa us kaa dil
phir saarii umr us ko manaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
ruuThnaa bhii hai hasiino.n kii adaa me.n shaamil
aap kaa kaam manaanaa hai manaate rahiye
Hafeez Banarasi
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
kaash duniyaa kii bhii fitrat ho mirii maa.n jaisii
jab mai.n bin baat ke ruuThuu.n to manaanaa aa.e
Ajay Sahaab
Ghazal
vo to aisaa hai ki mohlat na milii thii varna
apnii barbaadii pe KHud jashn manaanaa thaa hame.n
Tariq Naeem
Ghazal
ruuTh jaate to manaanaa ko.ii dushvaar na thaa
vo ta'alluq hii na rakkhe.n to manaa.e.n kis ko
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
jaane kis rang se ruuThegii tabii.at us kii
jaane kis Dha.ng se ab us ko manaanaa hogaa
Anwar Masood
Ghazal
Aks samastipuri
Ghazal
ruuTh kar ik bistar pe dono.n baiThe rahe
mai.n us ko vo mujhe manaanaa bhuul gayaa
Nazeer Qaisar
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
Kanval Malik
Ghazal
vo dushman-e-jaa.n jaan se pyaaraa bhii hame.n hai
ruuThe vo agar us ko manaanaa to pa.Degaa