SEARCH RESULTS
Showing search results for "रिवायतें"
Ghazal MATCHES FOR "रिवायतें"
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
zinda rakhii.n buzurgo.n kii ham ne rivaayate.n
dushman se bhii mile to mile aajizii se ham
Majid Ali Kavish
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
ik musht-e-KHaak aag kaa dariyaa lahuu kii lahr
kyaa kyaa rivaayate.n hai.n yahaa.n aadmii ke saath
Akhtar Imam Rizvi
Ghazal
kabhii 'faraaz' na.e mausamo.n me.n ro denaa
kabhii talaash puraanii rifaaqate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
dil to rotaa rahe or aa.nkh se aa.nsuu na bahe
ishq kii aisii rivaayaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Ghazal
bas ek harf-e-baGaavat zabaa.n se niklaa thaa
shahiid ho ga.ii.n kitnii rivaayate.n mat puuchh
Ali Sardar Jafri
Ghazal
jin se afsaana-e-hastii me.n tasalsul thaa kabhii
un mohabbat kii rivaayaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kyaa hu.ii.n rivaayate.n ab hai.n kyuu.n shikaayate.n
ishq-e-naa-muraad se husn-e-be-sabaat ko
Mahboob Khizan
Ghazal
suruur-e-mai pe bhii Gaalib rahaa shu.uur miraa
ki har ri.aayat-e-Gam zehn me.n rakhii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
daur-ba-daur dil-ba-dil dard-ba-dard dam-ba-dam
tere yahaa.n ri.aayat-e-haal nahii.n rakhii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
rivaayate.n bhii ajab hai.n ba.Dii mohabbat kii
jo dil ke paas ho aa.nkho.n se duur hotaa hai