SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुर्मा-ए-ख़ाक-ए-मदीना"
Ghazal MATCHES FOR "सुर्मा-ए-ख़ाक-ए-मदीना"
Ghazal
surma-e-KHaak-e-madiina jo lagaa aa.nkho.n me.n
misl aa.iine ke aa.nkho.n ke nagiine chamke
Razia Halim Jang
Ghazal
ridaa-e-KHaak-e-talab duur tak bichhaa bhii de
barahna raah ko pairaahan-e-sadaa bhii de
Sham Rizvi
Ghazal
giraa to gir ke sar-e-KHaak-e-ibtizaal aayaa
mai.n teG-e-tez thaa lekin mujhe zavaal aayaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
tuuda-e-KHaak-e-badan aab-e-ravaa.n KHuub hu.aa
ab ke barsaat me.n miTTii kaa ziyaa.n KHuub hu.aa
Wafa Naqvi
Ghazal
Mohammad Ajmal Niyazi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vo aadmii ki jo mahmil thaa aaftaabo.n kaa
ba-qadr-e-yak-do kaf-e-KHaak-e-rahguzar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bedaad-e-charKH ne go hame.n KHaak kar diyaa
teraa jamaal ziinat-e-bazm-e-jahaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ham ne KHaak-e-dar-e-mahbuub jo chehre pe malii
qissa-e-dard chhi.Daa baat se phir baat chalii
Saba Jayasi
Ghazal
ham na hote kaaKH-e-musht-e-KHaak hotaa Gaaliban
be-samaa.at naGma-e-laulaak hotaa Gaaliban
Rahi Fidai
Ghazal
chal diye uTh ke suu-e-shahr-e-vafaa kuu-e-habiib
puuchh lenaa thaa kisii KHaak-basar se pahle
Ibn e Insha
Ghazal
jo aa.nkhe.n tire KHaak-e-dar se hai.n raushan
milaayaa hai shaayad mamiiraa ziyaada
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
iiqaa.n kii phaTii lahad me.n jaa kar
mai.n KHaak-e-qayaas de rahaa huu.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
jab ho dam-e-aaKHir to bachaa lene kii taaqat
phir KHaak-e-shifaa me.n na kahii.n aab-e-baqaa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
na daamano.n me.n yahaa.n KHaak-e-rahguzar baa.ndho
misaal nik.hat-e-gul mahmil-e-safar baa.ndho