SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHil.at"
Ghazal MATCHES FOR "KHil.at"
Ghazal
miTTii se bel-buuTe kyaa KHushnumaa ugaa.e
pahnaa ke sabz KHil.at un ko javaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
qaamat-e-jaa.n ko KHush aayaa thaa kabhii KHil.at-e-ishq
ab isii jaama-e-sad-chaak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
sar-e-tasliim hai KHam izn-e-uquubat ke baGair
ham to sarkaar ke maddaah hai.n KHil.at ke baGair
Irfan Siddiqi
Ghazal
chaak karte hai.n garebaa.n is faraavaanii se ham
roz KHil.at paate hai.n darbaar-e-uryaanii se ham
Ahmad Javaid
Ghazal
mujhe bhii de rahe the KHil.at-e-vafaa lekin
nazar bachaa ke mai.n darbaar se nikal aayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
ek haalat pe basar ho nahii.n saktii merii
jaama-e-KHaak kabhii KHil.at-e-zar me.n rahnaa
Ahmad Javaid
Ghazal
KHil.at pahan ke aane kii thii ghar me.n aarzuu
ye hausla bhii gor-o-kafan se nikal gayaa
Ameer Minai
Ghazal
pahle to navaazaa gayaa mai.n KHil.at-e-Gam se
phir shahriyat-e-mulk-e-vafaa dii ga.ii mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
uryaani-e-tan hai ye ba-az-KHil.at-e-shaahii
ham ko ye tire ishq me.n saamaan hai maujuud
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
parvaaz me.n hai.n tiitaryaa.n shaad o chust o mast
zeb-e-badan kiye hu.e KHil.at bahaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
KHil.at-e-nuur utaarii to mayassar hu.ii KHaak
apnii miTTii se sitaara nahii.n maa.ngaa ham ne
Moid Rasheedi
Ghazal
kyaa huduud-e-yaqii.n me.n hai KHallaaq
yaa saraasar gumaa.n hai kyaa ma.aluum
Josh Malihabadi
Ghazal
hamaare kaan lafz-e-bevafaa sun hii nahii.n sakte
ye KHil.at to uduu ke vaaste sarkaar rahne de.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
aaj tak daaman-e-gul chaak hai KHayyaat-e-azal
tujh ko KHil.at bhii hasiino.n kaa na siinaa aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
dar-ba-dar phirne ne merii qadr kho.ii ai falak
un ke dil me.n hai jagah miltii jo KHalvat maa.ngtaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
har ek aadmii ko mile KHil.at-e-bashar
har ek jho.npa.Dii pe mahal kaa libaas ho
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
gaah pahnaa hai tujhe KHil.at-e-zarrii.n kii tarah
gaah paivand ke maanind chhupaayaa hai tujhe
Sahar Ansari
Ghazal
KHil.at kii kyaa umiid rakhe.n aasmaa.n se ham
us ne to daab rakkhaa hai apnaa kafan hanuuz
Haidar Ali Aatish
Ghazal
KHil.at-e-uryaanii aur jaagiir-e-dasht
ham ne paayaa ishq kii sarkaar se