SEARCH RESULTS
Showing search results for "aks e rez muzaffar hanfi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "aks e rez muzaffar hanfi ebooks"
Ghazal
is tilsim-e-roz-o-shab se to kabhii niklo zaraa
kam se kam vijdaan ke sahraa hii me.n ghuumo zaraa
Abdul Hafiz Naeemi
Ghazal
vo ek pal kaa saath ba-vaqt-e-namaaz hai
mahmuud aasmaa.n pe zamii.n par ayaaz hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
ik masraf-e-auqaat-e-shabiina nikal aayaa
zulmat me.n tirii yaad kaa ziina nikal aayaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
rasta rasta ek ajaa.ib-gaah 'muzaffar'
ha.nstii aa.nkho.n se jaanaa shashdar aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ek harf-e-raaz dil par aa.ina hotaa hu.aa
ik kohar chhaa.ii hu.ii manzar-ba-manzar aur mai.n
Zeb Ghauri
Ghazal
allaah re 'hafiiz' us kaa ye zauq-e-KHud-aaraa.ii
jab zulf sa.nvaarii hai ik aa.ina TuuTaa hai
Hafeez Banarasi
Ghazal
tamaam umr kaa dukh thaa vabaa ke mausam me.n
mai.n is liye bhii thaa royaa vabaa ke mausam me.n
Tahir Hanfi
Ghazal
jo na mahsuus kiyaa ho use kyuu.nkar kahte
varna aasaan thaa qatre ko samundar kahte
Muzaffar Hanfi
Ghazal
KHvaahish-e-ilm hai fuzuul harf-e-Galat hai inkishaaf
ek tilism-e-raaz hai hastii-e-kaarsaaz me.n
Saqib Rampuri
Ghazal
haigii to do saala par hai duKHtar-e-raz aafat
kyaa piir-e-muGaa.n ne bhii ik chhokrii paalii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
vaqfa-e-umr ek dam haif hai vo bhii sarf-e-Gam
kis ko hai e'timaad-e-roz kis ko hai e'tibaar-e-shab
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
is baab-e-jahaa.n me.n ye tiraa harf-e-shab-o-roz
mohtaaj bahut apne ma.aanii ke liye hai
Javed Shaheen
Ghazal
harf-e-taaza na.ii KHushbuu me.n likhaa chaahtaa hai
baab ik aur mohabbat kaa khulaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
jab us kii tasviir banaayaa kartaa thaa
kamraa ra.ngo.n se bhar jaayaa kartaa thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
is raaz ko kyaa jaane.n saahil ke tamaashaa.ii
ham Duub ke samjhe hai.n dariyaa tirii gahraa.ii
Muzaffar Razmi
Ghazal
ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai
dushnaam to nahii.n hai ye ikraam hii to hai