SEARCH RESULTS
Showing search results for "alag"
Ghazal MATCHES FOR "alag"
Ghazal
KHair auro.n ne bhii chaahaa to hai tujh saa honaa
ye alag baat ki mumkin nahii.n aisaa honaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
diin se duur, na maz.hab se alag baiThaa huu.n
terii dahliiz pe huu.n, sab se alag baiThaa huu.n
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
tuu is qadar mujhe apne qariib lagtaa hai
tujhe alag se jo sochuu.n ajiib lagtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
dasht me.n hai ek naqsh-e-rahguzar sab se alag
ham me.n hai shaayad ko.ii mahv-e-safar sab se alag
Sarmad Sahbai
Ghazal
ye baat alag hai miraa qaatil bhii vahii thaa
is shahr me.n taariif ke qaabil bhii vahii thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
raaste sikhaate hai.n kis se kyaa alag rakhnaa
manzile.n alag rakhnaa qaafila alag rakhnaa
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
chaahato.n ke KHvaab kii ta.abiir thii bilkul alag
aur jiinaa pa.D rahii hai zindagii bilkul alag
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Zafar Sahbai
Ghazal
thii alag raah magar tark mohabbat nahii.n kii
us ne bhii sochaa bahut ham ne bhii ujlat nahii.n kii
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
aa.nkh me.n KHvaab zamaane se alag rakkhaa hai
aks ko aa.ina-KHaane se alag rakkhaa hai
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
piiraan-e-jubba-o-qabaa saaraa fasaad ek hai
sab kaa KHudaa alag sahii sab kaa mafaad ek hai
Atif tauqeer
Ghazal
ye alag baat ki fursat bhii nahii.n miltii hai
KHud se mil kar hame.n raahat bhii nahii.n miltii hai
Aalam Nizami
Ghazal
bhii.D me.n jab tak rahte hai.n joshiile hai.n
alag alag ham log bahut sharmiile hai.n
Shariq Kaifi
Ghazal
Aadarsh Dubey
Ghazal
ye alag baat ki vo mujh se KHafaa rahtaa hai
mai.n ik insaan huu.n aur mujh me.n KHudaa rahtaa hai
Salman Akhtar
Ghazal
vahii thii kal bhii pasand aur vahii hai aaj pasand
alag mizaaj hai meraa alag mizaaj pasand