SEARCH RESULTS
Showing search results for "alam-kasho"
Ghazal MATCHES FOR "alam-kasho"
Ghazal
ga.e dino.n kii laash par pa.De rahoge kab talak
alam-kasho uTho ki aaftaab sar pe aa gayaa
Nasir Kazmi
Ghazal
mai-kasho mai-kashii kii baat karo
ranj-o-Gam me.n KHushii kii baat karo
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
Gair-mumkin hai ki miT jaa.e sanam kii suurat
dil kaa ye naqsh nahii.n naqsh-e-qadam kii suurat
Wahid Premi
Ghazal
kab zulf-e-dotaa un kii pareshaan nahii.n hai
kab vahshat-e-dil kaa mirii saamaan nahii.n hai
Badr Jamali
Ghazal
Raza Jaunpuri
Ghazal
Aarif Naqshbandi
Ghazal
chashm-e-qaatil hame.n kyuu.nkar na bhalaa yaad rahe
maut insaan ko laazim hai sadaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kaash maa'luum ye pahle hame.n hotaa 'aalam'
dekhnaa chaahtaa thaa vo bhii zafar-yaab hame.n
Alam Khursheed
Ghazal
dabaav me.n bhii Galat baat maantaa hii nahii.n
tumhii kaho miraa 'aalam' dabang hai ki nahii.n
Afroz Alam
Ghazal
shaah-e-najaf ke naam kuu.n luu.n 'aabruu' sii.n siikh
haadii kaho imaam kaho rahnumaa kaho
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
halqa halqa ghar banaa laKHt-e-dil-e-betaab kaa
zulf-e-jaanaa.n me.n hai aalam sub.ha-e-siimaab kaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Aslam Haneef
Ghazal
ek qibla ik azaa.n aur ek majlis ik imaam
kaash aa jaa.e samajh me.n ye tumhaarii haa.e haa.e
Anees Ansari
Ghazal
alam-kasho.n se dostii hai mai-kado.n se bair hai
kise miluu.n kise kahuu.n mire liye malaal kar
Niyaz Ahmad Aatir
Ghazal
guzar ke jaa.n se mohabbat ke raaste me.n aaj
alam-kasho.n ko rah-e-nau dikhaa gayaa vo shaKHs
Pasha Rahman
Ghazal
jahaan-e-Guncha-e-dil kaa faqat chaTaknaa thaa
usii kii buu-e-pareshaa.n vajuud-e-duniyaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
yuu.n to hai dahr me.n har dard kaa har Gam kaa ilaaj
kaash ho jaa.e mirii kaahish-e-paiham kaa ilaaj
Aziz Warsi
Ghazal
tum hii kaho ki ho bhii sakegaa miraa ilaaj
aglii mohabbato.n ke mire zaKHm-aashnaa