SEARCH RESULTS
Showing search results for "ali sardar jafari ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "ali sardar jafari ebooks"
Ghazal
kaam ab ko.ii na aa.egaa bas ik dil ke sivaa
raaste band hai.n sab kuucha-e-qaatil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mai.n jahaa.n tum ko bulaataa huu.n vahaa.n tak aa.o
merii nazro.n se guzar kar dil-o-jaa.n tak aa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ab aa gayaa hai jahaa.n me.n to muskuraataa jaa
chaman ke phuul dilo.n ke ka.nval khilaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
shaikast-e-shauq ko takmiil-e-aarzuu kahiye
jo tishnagii ho to paimaana-o-subuu kahiye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
vo mirii dost vo hamdard vo Gam-KHvaar aa.nkhe.n
ek ma.asuum mohabbat kii gunahgaar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
masti-e-rindaana ham sairaabi-e-mai-KHaana ham
gardish-e-taqdiir se hai.n gardish-e-paimaana ham
Ali Sardar Jafri
Ghazal
aa.e ham 'Gaalib'-o-'iqbaal' ke naGmaat ke ba.ad
'mus.haf'-e-ishq-o-junuu.n husn kii aayaat ke ba.ad
Ali Sardar Jafri
Ghazal
kabhii KHandaa.n kabhii giryaa.n kabhii raqsaa chaliye
duur tak saath tire umr-e-gurezaa.n chaliye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
taKHliiq pe fitrat kii guzartaa hai gumaa.n aur
is aadam-e-KHaakii ne banaayaa hai jahaa.n aur
Ali Sardar Jafri
Ghazal
sitaaro.n ke payaam aa.e bahaaro.n ke salaam aa.e
hazaaro.n naama-haa-e-shauq ahl-e-dil ke kaam aa.e