SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashjaar"
Ghazal MATCHES FOR "ashjaar"
Ghazal
jo bhii min-jumla-e-ashjaar nahii.n ho saktaa
kuchh bhii ho jaa.e miraa yaar nahii.n ho saktaa
Abbas Tabish
Ghazal
surKHiyaa.n amn kii talqiin me.n masruuf rahii.n
harf baaruud ugalte rahe aKHbaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
hamaare baaGbaa.n ne kah diyaa gulchii.n ke shikve par
na.e ashjaar bhii de.nge samar aahista aahista
Qamar Jalalvi
Ghazal
ashjaar hove.n KHaama-o-aab-e-siyah-behaar
likhnaa na to bhii ho sake us kii sifaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
jo musaafir ke liye ba.is-e-taskiin nahii.n
aise ashjaar kii chhaa.nv se ulajh baiThaa huu.n
Kazim Husain Kazim
Ghazal
mere raste me.n bhii ashjaar ugaayaa kiije
mai.n bhii insaa.n huu.n mire sar pe bhii saayaa kiije
Adeem Hashmi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
guftuguu karne lage ret ke ambaar ke saath
dostii ho ga.ii aaKHir mirii ashjaar ke saath
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
mausam KHizaa.n hii kaa thaa magar haal ye na thaa
kaisii bahaar aa.ii ki ashjaar mar ga.e
Murlidhar Sharma Talib
Ghazal
ye dhuup hii thii apnii guzargaah so rakkhaa
ik faasla bhii saaya-e-ashjaar se ham ne
Zafar Iqbal
Ghazal
ban me.n sargoshii hu.ii aasaar-e-abr-o-baad se
band-e-Gam se jaise ik ashjaar kaa lashkar khulaa
Muneer Niyazi
Ghazal
dhuup ke qahr kii lazzat ke shaidaa.ii hai.n
ye ashjaar bhii KHvaab se chau.nk pa.De ho.nge
Shahryar
Ghazal
dhuup zaalim hii sahii jism tavaanaa hai abhii
yaad aa.egaa kabhii saaya-e-ashjaar mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
aisii kahaa.n utrii hai ko.ii shaam mirii jaan
ashjaar pe likhaa hai tiraa naam merii jaan
Aasnath Kanwal
Ghazal
dhuup kaa bojh saro.n par aaKHir aan giraa
KHatm hu.e ashjaar safar kaise kaTtaa
Ali Akbar Mansoor
Ghazal
ye zard ho ga.e kaise hare bhare ashjaar
jo log saa.e me.n baiThe the un pe kyaa guzrii
Ameer Qazalbash
Ghazal
uTh ke jaa sakte hai.n ham aiso.n ke saa.e se aap
ham samajhte hai.n ki ashjaar kaa matlab kyaa hai
Vikram Sharma
Ghazal
viiraanii-e-gulshan pe hii ma.amuur hai mausam
miTTii se nikalte nahii.n ashjaar mire yaar