SEARCH RESULTS
Showing search results for "azaan"
Ghazal MATCHES FOR "azaan"
Ghazal
jo raaste me.n mile ko.ii masjid-e-viiraa.n
to ham vahii.n kahii.n vaqt-e-azaa.n mile.nge tumhe.n
Farhat Ehsas
Ghazal
ab ko.ii gulshan na uj.De ab vatan aazaad hai
ruuh ga.ngaa kii himaala kaa badan aazaad hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dii shab-e-vasl mo.azzin ne azaa.n pichhlii raat
haa.e kam-baKHt ko kis vaqt KHudaa yaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
chamak rahii hai paro.n me.n u.Daan kii KHushbuu
bulaa rahii hai bahut aasmaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
majlis-e-shaam-e-Gariibaa.n hai bapaa chaar pahar
mustaqil bas abhii maahaul-e-azaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
maatam-e-shauq bapaa karte hai.n har shaam yahaa.n
jism ko ham ne azaa.n-KHaana banaa rakkhaa hai
Abbas Qamar
Ghazal
sannaa.a hai.n sab KHvaar azaa.n jumla huu.n mai.n bhii
hai aib ba.Daa us me.n jise kuchh hunar aave
Meer Taqi Meer
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
chaa.nd me.n kaise hu.ii qaid kisii ghar kii KHushii
ye kahaanii kisii masjid kii azaa.n se suniye
Nida Fazli
Ghazal
nayaa maslak nayaa ra.ng-e-suKHan iijaad karte hai.n
uruus-e-sher ko ham qaid se aazaad karte hai.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
sunii na misr o filistii.n me.n vo azaa.n mai.n ne
diyaa thaa jis ne pahaa.Do.n ko raa'sha-e-siimaab
Allama Iqbal
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
shaukat-e-fan kii qasam husn-e-taKHayyul kii qasam
dil ke ka.abe me.n azaa.n ho to Gazal hotii hai