SEARCH RESULTS
Showing search results for "baste"
Ghazal MATCHES FOR "baste"
Ghazal
chal base vo din ki yaaro.n se bharii thii anjuman
haa.e afsos aaj suurat-aashnaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Khalid Ahmad
Ghazal
sar-zamiin-e-hind par aqvaam-e-aalam ke 'firaaq'
qaafile baste ga.e hindostaa.n bantaa gayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
gaa.nv kii aa.nkh se bastii kii nazar se dekhaa
ek hii rang hai duniyaa ko jidhar se dekhaa
Asad Badayuni
Ghazal
kahaa.n mai.n aur kahaa.n faizaan-e-naGma-o-aaha.ng
karishma sab dar-o-bast-e-navaa kaa lagtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
za-bas-ki mashq-e-tamaashaa junuu.n-alaamat hai
kushaad-o-bast-e-mizhah siili-e-nadaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hamaare shahr me.n be-chehra log baste hai.n
kabhii kabhii ko.ii chehra dikhaa.ii pa.Dtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mire pa.Dos me.n aise bhii log baste hai.n
jo mujh me.n Dhuu.nD rahe hai.n buraa.iyaa.n apnii
Ameer Qazalbash
Ghazal
hai.n dasht ab ye jiite baste the shahr saare
viiraana-e-kohan hai maamuura is jahaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHair ho dasht-e-navardaan-e-mohabbat kii ab
shahr baste chale jaate hai.n bayaabaano.n me.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
jab chalii tahriik ta.amiir-e-vatan kii dosto
ho ga.e barbaad kuchh baste hu.e ghar aur bhii
Naz Khialvi
Ghazal
ishq itnaa thaa ki mahfuuz kahaa.n rakhte ham
aur maa.n baap ne baste me.n kitaabe.n rakh dii.n
Nazir Wahid
Ghazal
dar-o-bast-e-chaman ko kyaa jaanuu.n
phuul huu.n baaGbaa.n nahii.n huu.n mai.n