SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhejne"
Ghazal MATCHES FOR "bhejne"
Ghazal
niklaa hai aisii KHaak se kis saada-ruu kii ye
qaabil duruud bhejne ke hai safaa-e-gul
Meer Taqi Meer
Ghazal
salaam ashk kii KHushbuu me.n o.Dh kar 'raahib'
dayaar-e-karb-o-balaa bhejne kii KHvaahish thii
Imran Rahib
Ghazal
baaG me.n baad-e-sabaa bhejne vaale har sub.h
ham asiiraan-e-qafas par kabhii ehsaa.n na hu.aa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zamii.n pe bhejne vaale mujhe bataa to sahii
ye mere hisse me.n kyaa aasmaan chho.Daa hai
Syed Fakhir Rizwi
Ghazal
mai.n ne us shaKHs ko jaane kii ijaazat kyaa dii
mai.n use bhejne vaalo.n me.n ginaa jaane lagaa
Sajid Raheem
Ghazal
Sabir Waseem
Ghazal
lahuu nicho.D ke ghar ham ko bhejne vaalo
hamaare jism kuchalne ko ab bhii haazir hai.n
Abdullah Nadeem
Ghazal
farmaa.ishe.n ye saut ko bhii bhejne lage
aisaa maza milaa mire dil ke kabaab me.n
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
KHayaal-o-KHvaab kii duniyaa me.n bhejne vaale
bhaTak rahaa huu.n a.ndhere me.n tujh ko kyaa ma.aluum
Sadiq Naqvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
tark-e-ulfat kii qasam bhii ko.ii hotii hai qasam
tuu kabhii yaad to kar bhuulne vaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
vahii phir mujhe yaad aane lage hai.n
jinhe.n bhuulne me.n zamaane lage hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
zaKHm bharne lage hai.n pichhlii mulaaqaato.n ke
phir mulaaqaat ke aasaar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
tumhaarii yaad ke jab zaKHm bharne lagte hai.n
kisii bahaane tumhe.n yaad karne lagte hai.n