SEARCH RESULTS
Showing search results for "chakoro.n"
Ghazal MATCHES FOR "chakoro.n"
Ghazal
haale me.n maah kaa hotaa hai chakoro.n ko yaqii.n
kabhii a.ng.Daa.ii jo vo rashk-e-qamar letaa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Ashique Akbarabadi
Ghazal
milte ho sab ke jaa ke ghar aur ham suu.n ho kanaar
kuchh ham to un chakoro.n se ai maah kam nahii.n
Faez Dehlvi
Ghazal
Soz Barelvi
Ghazal
ghar vaalo.n ko Gaflat pe sabhii kos rahe hai.n
choro.n ko magar ko.ii malaamat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
hai mere chaaro.n taraf bhii.D guu.nge bahro.n kii
kise KHatiib banaa.uu.n kise KHitaab karuu.n
Rahat Indori
Ghazal
chaaro.n taraf se suurat-e-jaanaa.n ho jalva-gar
dil saaf ho tiraa to hai aa.iina-KHaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
a.ndhere chaaro.n taraf saa.e.n saa.e.n karne lage
charaaG haath uThaa kar du.aa.e.n karne lage
Rahat Indori
Ghazal
'shakiil' mujh ko sameTe ko.ii zamaane tak
bikhar ke chaaro.n taraf merii zaat rah jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
biich me.n ra.ng-mahal hai teraa khaa.ii chaaro.n or
ham se milne kii ab gorii tuu hii raah nikaal
Qateel Shifai
Ghazal
chaa.nd khi.Dkii me.n jo aataa thaa nahii.n aataa ab
tiirgii chaaro.n taraf raqs kiyaa kartii hai
Abbas Qamar
Ghazal
phir muurat se baahar aa kar chaaro.n or bikhar jaa
phir mandir ko ko.ii 'miiraa' diivaanii de maulaa
Nida Fazli
Ghazal
ek naa-maujuudgii rah jaa.egii chaaro.n taraf
rafta rafta is qadar sunsaan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
chaaro.n taraf se mujh pe zamii.n ta.ng kii ga.ii
kahne ko aasmaan me.n rakkhaa gayaa mujhe